Computer Screen RecordKaise Kare
computer aur laptop aaj ke Samay Me sabse Jyada istemal Karne Wala electronic device hai bina computer system ke aajkal koi bhi Kam Nahin Hota Chahe vah Bank Mein Paisa Jama karna ho ya Kisi bhi Tarah ka kam Ho Har chij ke liye computer system ki jarurat hota hai ab Aise Me Kai bar Ham Apne computer yah laptop system Mein Kuch Jaruri kam kar rahe Hote Hain To Aise Mein Ham Apne computer screen record karna chahte hain to Kaise Ham Apne laptop PC ke screen ko record kar sakte hain aur video bana sakte hain
Kai bar Ham apne computer system Me Jo Bhi kaam kar rahe hote hain ya fhir Kai bar ham koi video banane ke liye Ham Apne computer ki screen record ki jarurat par jati hai computer computer mein aapko koi bhi Tarah ka aisa feature nahi diya gaya hai jisse aap apne computer ya fhir laptop system mein screen record Kare to iske liye aapko alag se ek software Download karna Hoga Jiski help se aap apne computer main screen record kar sakte hain or laptop mein record kar sakte yaar fihar pc mein screen record kar sakte hain isase agar aap computer main Kuchh Bhi kam kar rahe hain ya fhir agar aap apne aap Kisi Ke Bhi screen record karna chahte hain ki vah computer mein kya kya kar raha hai to yah aap aasani se aap is software ki madad se kar sakte hain lekin unke liye aapko is software ko jis computer monitor kar raha hai usmein yah software install karna hoga Jiska Naam Hai free Screen Recorder software bilkul free hai
Computer Screen Record Kaise Kar
1. Software download kare
- Software download link
- install Kare
- software ko open Kare
- aapko es software ko download per click Karke software Ko download karna hai uske baad aap ko es software ko open karna hai aur install karna hai Jis bhi computer screen ko record karna chahte hai to isko install karne ke baad software ko open Karna hai
2.Record screen size adjust Kare
- software open kare
- ab record screen adjust Karen
- full screen record Ke Liye full screen option par click kare
Jaise hi aap software ko install Karenge Iske bad aapko software ko open karna hai Jaise Hain aap open Karenge to screen record ka setting Dikhai De dega ab aap ko setting karna hai ki aapka computer ya laptop ko Kitna screen ko record karna chahte hain agar aap full screen yani ki puri screen ko record karna chahte hain to aapko fhir full screen ke option ko select karna hoga
3.Ab setting per click Kare
- record stop ke liye (ctrl +f10 ) click
- record pause/resume (ctrl +f7) click
- show/hide recoding toolbar (ctrl+alt+E) click
4.Ab record per click Karen
- screen record ke liye record pay click Kare
- ab ok per click Karen

0 comments:
Post a Comment