Under Rs 10000 Gaming Pc Build India 2020
Aapko Dekh Kar thoda AJeev Laga Hoga Ki 10000 mah gaming phone Nahin Hota gaming PC Kaise banaa raha hun dost bilkul sahi hai ismein Sare parts new use karunga is post ko aap padhte rahe hain aapko last Mein Sare parts ka price batauga aur vahan se purchase kar sakte hai is post ko aap padhte rahe hain aapko last Mein Sare parts ka price batauga aur vahan se purchase kar sakte hai post ko last Tak Jarur dekhna
Aap soch rahe ho ki 10,000 mein aap processor bhi lagaoge sath mein Gpu bhi lagaoge ya possible Nahin ho sakta Yahan to 10000 Mein gaming phone Nahin Milta Hai Aap Socho Gaming PC kahan se Hoga lekin main is main Karke dikhaunga to ham jo processor Lenge Jo Athlon 200GE is processor per aap GTA 5 low setting per Khel Sakte aur Call of Duty low setting par Khel sakte ho yah processor Itna capable hai ki aapko GTA V Khel Sakta aur Call of Duty bhi Khila sakta per low settings per khilayega aap isko normal use Karenge to aap filmora Chala sakte hain Jo editing software hai
Processor detail;
1; [35 Watt TDP Low Compared 2 Others]
2; [3.2Ghz Max Frequency High Value]
3; [2666Mhz Ram Support]
4; [All Those At Only 3500rs
5; [Vega 3 Graphics]
6; [2core 4threth]
7; [Support DDR4 Ram ]
4; [All Those At Only 3500rs
5; [Vega 3 Graphics]
6; [2core 4threth]
7; [Support DDR4 Ram ]
Ab Ek motherboard Le sakte hain Jo ekadam saste Mein Aata Hai aur Agar saste mein aapko motherboard kharidna Hai To msi ka motherboard aata hai jo aapko 3500rs Mein mil jaega A320 pro ak motherboard mil jaega yah motherboard ekadam basic sa motherboard hai ismein aapko do Ram slots mil jaega sath mein Iske SSD bhi Laga sakte ho aur ram ko thoda overclock bhi kar sakte ho A320 motherboard mein is mother mein aap Ryzen3 2400G Laga sakte ho aur Ryzen5 2400G Laga sakte ho
Aap storage Mein Hardisk Laga sakte ho Jo 320GB Ka Aata Hai 320 GB ka Hardik Laga Sakte Agar aapka budget kam hai Agar aapke pass Aur Bhi Paisa hai to aap isase Bhi Jyada hard disc Laga sakte ho
Aag lagaenge ek RAM 8GB laga rahe hain 8gb ka Ram lagaoge to Aapka budget Jyada chal Jaega isliye Ham ismein 4GB Kahin Ram use kar rahe hain yah Ram Kingston ki taraf se Aata Hai jo ddr4 2600mgh per Aata Hai Ya Ram Yaa ram aapko aaram se 15 se 16 so main aapko Mil Jayega is ram ko aap Amazon se le sakte ho main aapko iska link last mein de dunga is Ram ko thoda bahut overclock bhi kar sakte ho
Use Psu
Aab Ek SMPS aap itne se budget Mein Corsiar Jaise SMPS Nahi Le Sakte ab hum lenge Ek circle ka SMPS jo 400 Watt ka ata hai thik thak hai normal hai aapke PC ko Aaram Se Run Karva sakta hai yaah Psu 800rs me mil jae ga Amazon par me link apko de duga
Use Cabinet
cabinet ka baat hai to aap koi bhi cabinet Le Lo Baat paise kam hai to aap Kisi Store se jakar 700rs mein aap cabinet Le sakte ho Aaram Se Mil Jaega aapko aap acche wale cabinet Le sakte ho Agar aapko acche se cabinet lena hai aapko suggest Karunga ki CHIP TRONIX MX1 Yah cabinet le sakte ho
Benchmark show
ye pc apko 20se 40 Fps tak nikal sakte h Jiska budget kam hai yah pc build kar sakte hain
LIST PC BUILD
MOTHERBOARD https://amzn.to/38tmjpb
Storage https://amzn.to/2xO71iu
0 comments:
Post a Comment