Ads

Computer Aur Laptop Mein Screenshot Kaise Le

Computer Aur Laptop Mein Screenshot Kaise Le

Dosto Kafi log ko pata nahin rahata ki  computer ya laptop mein screenshot  Kaise kahi log  pata nahin rahata ki Kaise screenshot liya jata hai aaj main batane wala hun ki aap kaise screenshot Le Sakte Apne computer ya laptop me screenshot ajj ese Aise teen tarike batane wala hu jisse aapne computer yah laptop screenshot Le sakte hai 
1. Shortcut Key
shortcut key ke help se app screenshot le sakte hai screenshot  lene ke liye aapko window or printscreen  ke button ko ak saath dabana hoga button dabane ke bad aapka screenshot automatic apke computer me save ho jaega 
aap ko check karne ke liye ki aapko screenshot kahan per hai iske liye aapko my computer par click karna hai my computer mein jaane ke bad aapko vahan per Ek picture ka option Dikhai Dega  use per click karna hai pictures Me jaane ke bad yahan par aapko Ek screenshot ka file dekhega usko open karna hai usme aapka screenshot mil jaega vah se screenshot ko use kar sakte ho 

2.Snipping Tool
Aapke computer mein screenshot lene ka dusra Tarika Hai snipping tool agar aap apne computer mein koi bhi windows me yah software mil jae ga usko use karte hain to vahan per aapko Ek software Milega snapping toll se uski help se apne computer or laptop me screenshot Le sakte ho
Fullow steps
iske liye aapko window me  search karna hoga or snipping tool vahan per aapko snapping toll mil jaega  aapko us software ko open karna hai open karne ke bad aapko  us per click karna hai Jaise aap new per click Karenge aap jis bhi Chij ka screenshot Lena  Chahte Hain usko select kar le select karne ko idea is screenshot automatic aapke Samne dikhi dega Uske baad is screenshot ko save kar sakte ho aur use kar sakte ho yah dusra Tarika Hai Jiski help se aap apne computer mein screenshot Le sakte hain



3.Printscreen or Print
Apne computer yah laptop  me screenshot lene ka Tesra Tarika  Hai print screen or print yah donon ki help se aap apne computer mein screenshot Le sakte hain  sabse pahle aap ko computer mein screenshot lena hai to aapko press karna hoga print screen buttonprint screen button ko aap press Karenge to apne screen ko copy kar lega Uske baad aapko paint open karna hai apne computer me
Jaise  aap paint open Karenge Uske bad aapko control+V press kar dena hai Jaise hi yah control+V press  Karenge yah Yahan per so ho jaega Uske bad image ko save kar sakte ho aur is screenshot  use kar sakte ho
yah 3 tarike hai jisse aap apne laptop ya fir computer hai screenshot Le sakte hain iske liye aapko Kisi bhi third-party software ko Apne computer mein install karne ki jarurat Nahi Hai iske liye aapko Kisi bhi third-party software ko Apne install karne ki jarurat Nahin Hai yah sabse best aur easy Tarika hai

Agar aapko Samajh Me Nahi Aaya hoga to aap niche Diye Gaye link ko click Karke video dekh sakte hai
SHARE

Milan Tomic

Hi. I’m Designer of Blog Magic. I’m CEO/Founder of ThemeXpose. I’m Creative Art Director, Web Designer, UI/UX Designer, Interaction Designer, Industrial Designer, Web Developer, Business Enthusiast, StartUp Enthusiast, Speaker, Writer and Photographer. Inspired to make things looks better.

  • Image
  • Image
  • Image
  • Image
  • Image
    Blogger Comment
    Facebook Comment

0 comments:

Post a Comment