Ads

Under Rs 15000 Full Setup Gaming PC Build With Monitor Key-Mouse 2020

Under Rs 15000 Full Setup Gaming Pc Build With Monitor Key -Mouse


Aaj Ham 15,000 Mein Ek Gaming Pc banane wala hun Jiske Sath keyboard mouse monitor Sab Kuchh sath mein included hai aap Soch Raha hoge  Ki 15,000 mein itna Kuchh Kaise possible hoga aaj ke post Mein Ham 15,000 Mein full setup build Karne Wale Hain Mere blogge per aapko Sasta se Sasta PC Banane Mein help mil Jaega isliye Mere Post ko padhte Raha agar aap Log PC Banane Mein interest ho to blogge ko follow kar lo

Use CPU
Jaisa ki Ham ismein Koi Apu use Nahin Karenge Ham ismein CPU use Karenge Jo intel ki taraf se Aata Hai  yaah CPU kafhi intersting CPU hai to Quad Core CPU hai 4 Core 4 therath ke saat ata hai Yaah cpu aapko 1000 se 1200 per mein Amazon ya Flipkart per mil jaega budget Gamers ke liye isase Achcha Koi processor ho hi Nahin Sakta isliye ab isko purchase kar sakte hain mai aapko is processor ka link de dunga last main now yah quad core CPU hai aur yah 4 core 4 thearth   ke sath ata  hai yah apko offer karta h 2.66Ghz ki core clock 6Mb ki alto catch mil jati hai 1333mgh ka ram support hai app itna tak ram laga sakte ho saath me 95 waat ke Tdp par ata hai aap yah CPU purchase kar sakte hain aapke liye bahut Achcha hai yah bahut hi Achcha value deta hai aur Achcha performance aapko nikal kar de Sakta

Use Motherboard

Yahan per Jo motherboard Lagane Wale Hain  G41 Motherboard hai jo Zebronics now yaah  motherboard Flipkart  yah Amazon per Aaram Se Mil Jaega 25 se 3000 Tak

Use Ram
Yahan per main aapko Ram ke bare mein bataya tha ki ismein RAM hai jo 1300 Ja 1333 Mgh ka support kar sakta aap Jo yah ram Hai Amegon company ki taraf se Aata Hai Yaah ram aapko 12 so rupaye Mein 4GB ram mil sa Jaega aap isko le sakte hain aap 12 so rupaye Mein Do stick lagao Agar aapka Ram 8GB ho jaega 8GB RAM mein bahut acchi khasi aapko gaming ho jayegi 

Use Storage


storage ke liye aap kya karoge 320 GB hard dics Le Lo aapka Aise Bhi bahut budget kam hai isliye main suggest Karunga ki aap 320 GB ka Hardik Lele yah hard disc aapko Aaram Se 1000rs Amazon per mil jaega Kashi value for money hard disk 
app isme games store kar sakte ho Agar future mein aapko paise aate to aap isko update Karke 1tv  Laga sakte ho 

Use GPU
smein Ham naya GPU Nahin Lenge Kyunki Agar naya GPU liye to budget se bahar chal Jaega isiliye old GPU ka use Karenge main aapko Ek Aise GPU ke bare mein batao Jo Kafi saste mein aur OLX ya Quaker per mil jaega main baat kar raha hun GT 1030 ka yah bahut hi accha processor Hai Aur Ko performance bahut hai aap Kisi bhi city mein aapko do SE Dhai hajar rupaye Mein aaram se yah GPU mil Jaega aapko mil jae ga GDDR5 lena or 2gb ram bala lena is build ke liye app 1050 ti nahi  laga sakte or Rx 570 nahi laga sakte hai kyou ki humara buget itna nahi hai agae apko 750 ti mil jata hai to laga sakte ho ye gpu apko olx par mil jae ga wah se le sakte ho  

Use PSU
Aab Ek SMPS aap itne se budget Mein Corsiar Jaise SMPS Nahi Le Sakte ab hum lenge Ek circle ka SMPS jo 400 Watt ka ata hai thik thak hai normal hai aapke PC ko Aaram Se Run Karva sakta hai yaah Psu 800rs me mil jae ga Amazon par me link apko de duga 

Use Cabinet

cabinet ka baat hai to aap koi bhi cabinet Le Lo Baat paise kam hai to aap Kisi Store se jakar 700rs mein aap cabinet Le sakte ho Aaram Se Mil Jaega aapko aap acche wale cabinet Le sakte ho Agar aapko acche se cabinet lena hai aapko suggest Karunga ki CHIP TRONIX MX1 Yah cabinet le sakte ho

Use Moniter
monitor ab Humko chahie monitor Ham aapko bahut hi interesting batane wala hun jo aapko gaming mein bahut Help kar sakta hai Rs 5200 mein Acer Aopen 22 inch ka Tm panal hai jo full Hd moniter or 5 mili sec ka responce time hai Rs 5200 me kafi acha moniter hai mein soggest karu ga ki mere hisab se 5,200 Mein Se Acha monitor aapko Nahin Mil Sakta

Use Mouse
 
Yahan per jo aapko main Mouse batane wala hun vah Kafi interesting Mouse hai yah  gaming Mouse hai is mouse  ke sath khelo gena  aapko maja a Jaaye khelne mein yah mouse rs 700 se rs 800 tak milta hai redgear x12 pro yah Mous ki Khas Baat yah hai ki yah Mouse avago 3050 sensor ke sath Aata Hai yah mouse hadsot mare me kafhi acha hone bala hai 

Use Keyboard
Yah Jo keyboard batane wala hun yah bhi aata hai redgear ki taraf se yaah semi mechanical Iske Khas Baat yah hai ki yah keyboard semi mechanical  bhi hai aur RGB Bhi Hai Aur Itna Achcha value deta hai Achcha keyboard aapko Nahin Mil Sakta isliye aap jis keyboard ko purchase kar sakte hai main Yahi keyboard suggest karunga Yaah keyboard rs700 se rs800 tak mil jae ga

List Pc Build
Cabinet MX1  https://amzn.to/38w17ih 
SHARE

Milan Tomic

Hi. I’m Designer of Blog Magic. I’m CEO/Founder of ThemeXpose. I’m Creative Art Director, Web Designer, UI/UX Designer, Interaction Designer, Industrial Designer, Web Developer, Business Enthusiast, StartUp Enthusiast, Speaker, Writer and Photographer. Inspired to make things looks better.

  • Image
  • Image
  • Image
  • Image
  • Image
    Blogger Comment
    Facebook Comment

0 comments:

Post a Comment